baadal
munn bahut udaas hai
baadal jaise bhara bhara
sankuchit naino me
paani bhi hai dara dara
beh na jaaye
baandh kump raha
bhram hai ya sach
behka behka jara jara
baadal jaise bhara bhara
sankuchit naino me
paani bhi hai dara dara
beh na jaaye
baandh kump raha
bhram hai ya sach
behka behka jara jara
2 Comments:
At 5:25 AM,
Vinay said…
good words neelam, thanks
At 6:02 AM,
Aparna Bajpai said…
hindi me blogging ka apka prayas bahut sarahniy hai. Badal agar bhare na ho to unka hona bekar hai. Log ummeed karte hai ki BADAl bhare hue ayen aur baras kar unko tript kar de. Bahut khubsurati ke sath apne apne aapko badlon ke sath jod liya hai.
Post a Comment
<< Home