Friday, August 29, 2008

muskurana

aajkal muskurana lagta hai bhari
kabhi iskee baari kabhi uskii baari

jinhe dekhkar muskurati haiN kaliyaN
sooraj ki aankheN bahut bhari bhari

No comments:

Post a Comment